TERE BIN LYRICS – Yasser Desai | Shayari Web

Tere Bin Lyrics

Yeh Madhosh Raaton Ke Saaye
Chale Aaye Hain Bole Bin
Zara Paas Humko Bula Lo
Ab Na Reh Payenge Tere Bin

Lag Raha Hai Humein Ke Tumhari
Kaali Zulfein Kahin Khul Gayi

Yeh Madhosh Raaton Ke Saaye
Chale Aaye Hain Bole Bin
Zara Paas Humko Bula Lo
Ab Na Reh Payenge Tere Bin
Ab Na Reh Payenge Tere Bin

Meri Dono Baahein
Teri Narmi Maange
Mujhko Toh Teri Baaton Se
Thoda Dar Sa Laage

Haan Sharam Jaane Bhi Do
Paas Aane Bhi Do
Ek Ho Jaane Do Aaj Humko

Yeh Madhosh Raaton Ke Saaye
Chale Aaye Hain Bole Bin
Zara Paas Humko Bula Lo
Ab Na Reh Payenge Tere Bin

Lag Raha Hai Humein Ke Tumhari
Kaali Zulfein Kahin Khul Gayi

Yeh Madhosh Raaton Ke Saaye
Chale Aaye Hain Bole Bin
Zara Paas Humko Bula Lo
Ab Na Reh Payenge Tere Bin
Ab Na Reh Payenge Tere Bin

Written by:
Rashmi Virag

Share via
Copy link